🎁 Free premium jewelry box included with every prepaid order.
A timeless name necklace design.
Gold-plated with a 3-year anti-tarnish warranty.
Log in to write a review — only verified buyers can review a product.
Log In
So beautifull...
— Viksash
Beautiful design, good quality aur perfect finishing.
— Surbhi
Overall experience bahut achha raha ❤️
— Shipra
Mujhe bahut accha laga thank u so much.
— Sangeeta
Amazing finishing aur beautiful design ❤️ Definitely worth it.
— Ravi
Gift ke liye order kiya tha aur jisko diya usko bahut pasand aaya ❤️
— Nishant
Simple but classy design Daily wear ke liye perfect hai. Highly satisfied.
— Disha
Thank you so much.
— Mahi
Jo design order kiya tha exactly wahi mila. Finishing ekdum clean hai ❤️
— Muskan
Quality dekhkar bahut happy hu ❤️ Price ke according product bahut achha hai.
— Jyoti
Design exactly waisa hi mila jaisa maine socha tha Quality bhi kaafi achhi hai
— Amitabh
Quality bhi bahut achhi hai.
— Priti
Design dil jeet liya
— Anjali
Real mein aur achha hai.
— Hina
Look bahut elegant hai.
— Manorma
Exactly jaisa chaha tha
— Kirti
Bahut sundar bana hai.
— Lucky
Loved the final look.
— Madhuri
Simple aur classy
— Priya
Bilkul perfect mila.
— Simran
Real mein gorgeous hai
— Radha
Bahut pyara laga
— Sikha
मेरा pandit बहुत Accha mila
— Nidhi
Accha product mila
— Saurav singh
Jaisa picture mein tha, almost waisa hi mila.
— Ravi
Jaisa picture mein tha, almost waisa hi mila.
— Atul singh
Good material item
— Rohan
Bahut accha laga, definitely recommend karungi.
— Vaishali
Loved it! Bahut hi beautiful hai.
— Atul
Simple hai but kaafi elegant lagta hai.
— Mansi